Praarambh Foundation Course ki books itni comprehensive hain both for Pre and Mains, it should be given due time…..Because other sources mein details outdated hoti ya us level tak nahi jaise question aate hain…. Prahaar maine saare GS 1 se GS 4, Topic by Topic, 2 baar, 3 baar read ki, usmein syllabus ke sub-points / micro-listing ek hi source se sab mil jaata hai….Udaan, Prelims focus magazine, OnlyIAS ka PSIR optional material ye sab bhi helpful raha mere liye. I have no issue in advocating for their classroom program being beneficial too….
OnlyIAS ke telegram channel mein roz kuchh na kuchh quotes, ya kisi ne kuchh important keh diya jaise External Affairs Minister, S. Jaishankar ji ya honourable Prime Minister ji ne kuchh keh diya… aurmind maps, ek topic ko alag alag jagah se link karte rehte hain, har maheene bulletinaati hai… Toppers ki copies daalte rhte hai… toh is hisaab se PSIR ke liye mujhe kaafi beneficial laga…
Maine 2 cheezein OnlyIAS se kiya tha- ek hai Prelims Booster aur doosra Editorial Discussion.... Main editorial discussion krta tha specially apna time save karne ke liye agar main metro mein jaa raha hun, bus mein jaa raha hun, ghar jaa raha hun, toh main usko sunta tha kyunki mujhe wo theek lagta tha mujhe current affairs mein waise hi maza aata tha toh maine ye OnlyIAS ka kiya hai…
Only IAS is one of the most loved and trusted platforms of aspirants for UPSC CSE preparation. Based on the struggles and needs of our students, we have been in constant evolutionary process to revolutionise the learning and growth through enriched content compilation, mentor support, interactive classes and most importantly, a constant companion in this uncertain and unpredictable journey.